Fail nahi hoga koi

Exam average aayega at best hard nahi ho sakta jisko pass hona hai bus woh easily ho jayega bus attempt poora karna hai Theory rattlo acche se 8 marks around secure hojayenge

Mcqs me 20 mese 7 toh ho hi jaayenge sahi

Ioc iod nikaalna seekh lo 15-20 min lgenge 3 marks tak usme secure hojayenge

Admission ka ek full fledged question dekhlo konse items kaha aate hai woh dekhlo 2 marks isme secure hojayenge

15-20 minute comparative common size karne me lagega woh chapter Boht ez hai woh bhi kar lo 3 marks isme secure hojayenge

Shares ki balance sheet aur cashflow ka format dekh lo bus 3-4 marks dono ko milake aajayenge

Goodwill aur ratios ke formulas karlo sirf formula likhne ka ek mark hota hai 3 marks isme aajayege

Change in psr bhi acche se karlo 3 chapter me use hai partnership ke new ratio wagera calculate krne ka 1 mark dedega teacher 2 marks isme secure karlo

Baaki paper poora attempt karna hai random entries wgera likhoge uske bhi marks dedega teacher pakka checking linient hogi aur poora paper bhara hoga toh hopefully 4-5 marks toh le hi aaoge usme

Daro mat paper ke liye 40 marks tk laana boht ez hai ye marks toh minimum bata rha acche se karoge ye sb ko toh 5-7 number isse bhi zyada aajayenge 2-3 hrs ka kaam hai bus jaldi se karlo aur paper ki gand faad do 😜

All the best